SONG: Kaisa Aaya Hai Zamana - कैसा आया हैं जमाना

Kaisa Aaya Hai Zamana - कैसा आया हैं जमाना

LYRICS:
kaisa aaya hai jamana nahi khane ka tikana fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki roj tokre bhi khana fir bhi baaj nahi aana kyu hai na baat maje ki nahi khane ka tikana fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki sokh mere husn ko hai dilo ke sikar ka kaam lu adao se mai teer ka katar ka kaam lu adao se mai teer ka katar ka koi lakh ho gaya na mera chuke na nishana kyu hai na baat maje ki nahi khane ka tikana fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki chote mote aadmi ka yaha kya sawal hai pyar me to bade bado ka bhi yehi haal hai hai ye pyar ka khajana kabhi rona kabhi khana kyu hai na baat maje ki nahi khane tikana fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki aur ek baat bade maje ki batau mai aashiqo ko naye naye naam se bulau mai mera galiya sunana unka taliya bajana kyu hai na baat maje ki nahi khane tikana fir bhi aashiqi ladana kyu hai na baat maje ki