SONG: Kai Aise Bhi Ansu Hai Jo Aankho Me Nahi Aate - कई ऐसे भी आँसू है जो आँखों में नहीं आते

Kai Aise Bhi Ansu Hai Jo Aankho Me Nahi Aate - कई ऐसे भी आँसू है जो आँखों में नहीं आते

LYRICS:
kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate bahut se raz aise jo samjhaye nahi jate kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate kayi dil tut jate to sada tak bhi nahi aate kayi dil tut jate to sada tak bhi nahi aate hazaro dard aise hai kasak jinki nahi jati kasak jinki nahi jati bahut se jakham aise hai jo dikhlaye nahi jate bahut se raz aise jo samhjaye nahi jate kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate koi mahfil ho dunia ki wahi hai dil ki tanhai koi mahfil ho dunia ki wahi hai dil ki tanhai na jane yad kya aaya hamari aankh bhar aayi na jane yad kya aaya hamari aankh bhar aayi ye kaise geet hai ae dil jo gaye bhi nahi jate bahut se raz aise jo samhjaye nahi jate kai aise bhi aasu hai jo aankho me nahi aate