SONG: Kahta Hai Mera Dil Ke Sanam Tum Bhi Kahoge - कहता है मेरा दिल के सनम तुम भी कहोगे

Kahta Hai Mera Dil Ke Sanam Tum Bhi Kahoge - कहता है मेरा दिल के सनम तुम भी कहोगे

LYRICS:
kehta hai mera dil ke sanam tum bhi kahoge tum mere the tum mere ho tum mere rahoge malum tha mujhko ke balam tum bhi kahoge tum mere the tum mere ho tum mere rahoge kahta hai mera dil jhalki ek dekh tumhe jan gayi thi tum mere kon ho pahchan gayi thi man ki bansi par ye sang nayi thi tum mere the tum mere ho tum mere rahoge kehta hai mera dil ke sanam tum bhi kahoge tum mere the tum mere ho tum mere rahoge kehta hai mera dil hum tum sapno ki dagar ke hai musafir do deepak ek apne pyar ka mandir chhaya kaya dono mil gaye aakhir tum mere the tum mere ho tum mere rahoge kehta hai mera dil kehta hai mera dil ke sanam tum bhi kahoge tum mere the tum mere ho tum mere rahoge kehta hai mera dil