SONG: Kahoon Kya Ki Kaun Hun Kya Hun Main Raste Ka Chirag - कहूँ क्या के कौन हूँ क्या हूँ मै रास्ते का चिराग हूँ

Kahoon Kya Ki Kaun Hun Kya Hun Main Raste Ka Chirag - कहूँ क्या के कौन हूँ क्या हूँ मै रास्ते का चिराग हूँ

LYRICS:
kahu kya ke kon hu kya hu mai kisi raste ka chirag hu mujhe jisne chaha jala diya mujhe jisne chaha bujha diya garibo ko duniya mita dene wale khata meri kya hai saja dene wale ye aanshu nahi mera dil ro raha hai mere dard ki ab na koi dawa hai ab na koi dawa hai tujhe kya khabar hai ke gam kya bala hai mere gam pe o muskura dene wale khata meri kya hai saja dene wale garibo ko duniya ummido se dhokha kiye jaa raha hun khushi ko dilashe diye jaa raha hun diye jaa raha hun mai kis aashre par jiya jaa raha hun bata jindagi ki saja dene wale garibo ko duniya mita dene wale garibo ko duniya mita dene wale khata meri kya hai saja dene wale