SONG: Kahne Wale Tu Bhi Kah Le Jo Dil Ki Bat Hai - कहने वाले तू भी कह ले जो दिल की बात है

Kahne Wale Tu Bhi Kah Le Jo Dil Ki Bat Hai - कहने वाले तू भी कह ले जो दिल की बात है

LYRICS:
nazar se karne chale mukabala dil ka hume bhi dekhna hai aaj hosla dil ka kahne vale tu bhi kah le kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai kahne vale kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat tera roop ek kali hai mera dard bekali hai tujhe rang vo mile hai mujhe arzu mili hai meri arzu ne lekin jaha jal ke aah ki hai vahi sham badh gayi hai vahi raat ho gayi hai jaha dil jala hai mera vahi roshni hui hai vahi roshni hui hai hui hai vahi roshni hui hai magar ishq shola hai sabnam kaha magar ishq shola hai sabnam kaha jo mujh me ada hai vo tujh me kaha jo mujh me ada hai vo tujh me kaha jo mujh me ada hai vo tujh me kaha kehne vale kehne vale kehne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat na kuch ehasas hota hai na kuch ehasas karte hai mohabbat me jo rote hai vo kat bakwas karte hai vo bat bakwas karte hai juba se uf na nikalegi mita kar dekh le hum ko yaki tujhko na ho to ajma kar dekh le to jamane jakt pe ye taji or juba par ham nahi laye ab tak dasta teri mere didar se pehle ye kaha ye aane vale the mere didar se pehle ye kaha ye aane vale the duaye do ke tumko ronake mahfil bana dala ronake mahfil bana dala ronake mahfil bana dala ronake mahfil bana dala ronake mahfil bana dala bhut khub hai tu hum sa kaha bhut khub hai tu hum sa kaha jo hum me ada hai vo tujh me kaha jo hum me ada hai vo tujh me kaha jo hum me ada hai vo tujh me kaha kehne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai kehne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat teri dusmani se bhadkar teri dosti ne mara teri dusmani se bhadkar teri dosti ne mara teri dosti jaha me mujhe fir bhi hai gavara teri dusmani se bhadkar teri dosti ne mara teri bewafaiyo ko mere shok ne nikhara teri bewafaiyo ko mere shok ne nikhara meri shokhiyo ne lekin tere shok ko ubhara meri shokhiyo ne lekin tere shok ko ubhara ubhara tujhe aaina bana kar kiya apna hi nazara tujhe is khudi ne khoya mujhe bekhudi ne mara tujhe bekhudi ne mara tere naz ko jana meri bekhudi se jana teri bekhudi ne fir bhi mere naz ko na jana teri bekhudi ne fir bhi mere naz ko na jana teri bekhudi ne teri bekhudi ne teri bekhudi ne teri bekhudi ne fir bhi mere naz ko na jana teri haar se bana hai meri jeet ka fasana meri jeet ka fasana meri jeet ka fasana jamane me hai koi mujhsa kaha jamane me hai koi mujhsa kaha jo mujhme ada hai vo tujhme kaha jo mujhme ada hai vo tujhme kaha kahne vale kahne vale kahne vale tu bhi kah le jo dil ki baat hai qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat qawali ki rat hai qawali ki rat