SONG: Kahne Ki Nahi Baat Magar Ab Jor Se Kahna Hai - कहने की नही बात मगर अब जोर से कहना है

Kahne Ki Nahi Baat Magar Ab Jor Se Kahna Hai - कहने की नही बात मगर अब जोर से कहना है

LYRICS:
kahne ki nahi baat magar ab jor se kahna hai kahne ki nahi baat magar ab jor se kahna hai julm amiro ka ab sahkar ab chup nahi rahna hai julm amiro ka ab sahkar ab chup nahi rahna hai ramlal haye ye khaye maal ramlal haye ye khaye maal jalim se kahna hai panv se nange hum ye sar pe topi pahna hai julm amiro ka ab sahkar ab chup nahi rahna hai ramlal murdabad lalbatti jindabad ramlal murdabad dal roti jindabad ramlal murdabad dal roti jindabad naukari chahiye chahiye naukari jo naukari na di to mita ke rakh denge ye bangale ye kare jala ke rakh denge char so bees ye char so bees char so bees ye aath so chalis bam bam bol bol bam bam bol bol ye choro ka nana hai bada puarana hai lutera isi ne china hai ha isi ne china hai hak mera ye choro ka nana hai bada puarana hai lutera isi ne china hai ha isi ne china hai hak mera paap se paida ki daulat iska gehna hai julm amiro ka ab sahkar ab chup nahi rahna hai ramlal ramlal ramlal ramlal ramlale ramlal ramlal ramlal behaya sharam kar sharm kar behaya jata kaha hai tu najar to mila ja tu chhulu bar pani me dubaki laga ja beiman o beiman beiman lale di jaan hum leke hi mange kabhi na chodege mang apni hum tujhe dikha denge ke uchhi rahegi tang apni hum leke hi mange kabhi na chodege mang apni hum tujhe dikha denge ke uchhi rahegi tang apni one two seven man le apni bhul jo aaram se rehna hai julm amiro ka ab sahkar ab chup nahi rahna hai kahne ki nahi baat magar ab jor se kahna hai ramlal murdabad dal roti jindabad naukari chahiye chahiye naukari ramlal murdabad dal roti jindabad naukari chahiye chahiye naukari