SONG: Kahiyo Roen Dukhiyaare Jaa Re Panchhi Tu Jaa Re - कहियो रोएँ दुखियारे जा रे पंछी तू जा रे

Kahiyo Roen Dukhiyaare Jaa Re Panchhi Tu Jaa Re - कहियो रोएँ दुखियारे जा रे पंछी तू जा रे

LYRICS:
kahiyo roye dukhiyare ja re pachhi tu ja re kaga desh hamaare ud ja re kahiyo roye dukhiyare ja re pachhi tu ja re kaga desh hamaare ud ja re ek naa kahiyo maa raani se royegi vo meri gudiyo ko dekhe royegi vo meri gudiyo ko dekhe ek na kahiyo baabul ji se ek na kahiyo baabul ji se royenge pagdi ko munh se lapete aur sab se kahiyo tu pyare jaa re pachhi tu jaa re kaagaa desh hamaare ud jaa re kahiyo roye dukhiyaare ek naa kahiyo bahnaa meri se haatho ki roti gira degi ro ke haatho ki roti gira degi ro ke ek naa kahiyo bhaabhi meri se maike me ja ke hansegi vo mope maike me ja ke hansegi vo mope aur sab se kahiyo tu pyaare kahiyo re dukh mera bhaiya se ja ke kahiyo re dukh mera bhaiya se ja ke aayega vo nila ghoda udake utarega mere dware jaa re pachhi tu ja re kaga desh hamare ud ja re kahiyo roye dukhiyare