SONG: Kahiye Suniye Aao Dono Ikrar Kare - कहिये सुनिए आओ दोनों इक़रार करे

Kahiye Suniye Aao Dono Ikrar Kare - कहिये सुनिए आओ दोनों इक़रार करे

LYRICS:
kahiye suniye, kahiye suniye aao dono ikrar kare aao dono ikrar kare is ang ang me hai tu sajan tu kaliyo me khushbu sajan is ang ang me hai tu sajan tu kaliyo me khushbu sajan bijli sang jaise badal aankho me jaise kajal bijli sang jaise badal aankho me jaise kajal hum preet kare hum pyar kare aao dono ikrar kare kahiye suniye, kahiye suniye hawa badli fiza badle suraj badle chanda badle hawa badli fiza badle suraj badle chanda badle dharti par jo hai badle aakash ki har shay badle dharti par jo hai badle aakash ki har shay badle lekin tum hum jo jara badle to hamse hamara khuda badle kahiye suniye, kahiye suniye aao dono ikrar kare aao dono ikrar kare