SONG: Kahiye Kahaan Se Aanaa Huaa - कहियें कहाँ से आना हुआ

Kahiye Kahaan Se Aanaa Huaa - कहियें कहाँ से आना हुआ

LYRICS:
hey, kahiye kahan se aana hua chehra to hai pahchana hua hey, kahiye kahan se aana hua chehra to hai pahchana hua ho sochiye nayi baat koyi ab ye majak purana hua wo suhana milan pyar ki wo lagan bhul gaye kya sanam tarram parram parram pam kahiye kahan se aana hua chehra to hai pahchana hua ho sochiye nayi baat koyi ab ye majak purana hua wo suhana milan pyar ki wo lagan bhul gaye kya sanam yaad ab aaya re ha aagre ki kunj galiya p r pa, p r pa, p r pa, p r pa yaad ab aaya re ha aagre ki kunj galiya pichhe pichhe ladko ki fauj aage aage tum meri jaan phir lage the gale, tajmahal tale bhul gaye kya sanam tarram parram parram pam kahiye kahan se aana hua chehra to hai pahchana hua ho sochiye nayi baat koyi ab ye majak purana hua aaine me kabhi, dekh lete chhabi bhul gaye kya sanam yaad hai sawan ki rumjhum jab the mere pyar me gum p r pa, p r pa, p r pa, p r pa yaad hai sawan ki rumjhum jab the mere pyar me gum maar ke thokar apno ko ghar se bhag liye the tum phir humari chhadi, yaar kaisi padi bhul gaye kya sanam tarram parram parram pam kahiye kahan se aana hua chehra to hai pahchana hua ho sochiye nayi baat koyi ab ye majak purana hua la ll lla la ll lla la ll la lla tarram parram parram pam kahiye kahan se aana hua chehra to hai pahchana hua are are ye to asli tapak pade kahiye kahan se aana hua chehra to hai pahchana hua