SONG: Kahiye Janabe Ali Kaha Rahe, Bahut Dino Ke Baad Ho Mile - कहिये जनाबे आली कहाँ रहे, बहुत दिन के बाद हो मिले

Kahiye Janabe Ali Kaha Rahe, Bahut Dino Ke Baad Ho Mile - कहिये जनाबे आली कहाँ रहे, बहुत दिन के बाद हो मिले

LYRICS:
kahiye janabe aali kaha rahe bahut dino ke bad ho mile ji itne din kaha the tum ye kya hai silsile kahiye janabe aali kaha rahe kahiye janabe aali kaha rahe bahut dino ke bad ho mile ji itne kaha the tum ye kya hai silsile kahiye janabe aali kaha rahe nigah puchti hai khush to hai milalo hath se hath jo hosh ho nigah puchti hai khush to hai milalo hath se hath jo hosh ho lelo janabe aali mera dil ye phul hai ise na todiye ye muft me agar mile ise na chodiye kahiye kahiye janab e aali kaha rahe hamare ghar bhi ayiye kabhi kabhi karenge hum to faisla abhi abhi hamare ghar bhi ayiye kabhi kabhi karenge hum to faisla abhi abhi hamare ghar bhi ayiye kabhi kabhi karenge hum to faisla abhi abhi nigah bholi bhali ye kah rahi na dekhiye hame garur se tadap kar ke ishq hai hame huzur se kahiye janabe aali kaha rahe