SONG: Kahin Ekk Roz Mil Jaaye - कहीं इक रोज़ मिल जाए

Kahin Ekk Roz Mil Jaaye - कहीं इक रोज़ मिल जाए

LYRICS:
kahi ek roz mil jaye kahi ek roz mil jaye agar humko khuda apna to daman tham kar puche nasiba kya likha apna kahi ek roz mil jaye hath na aayi khak bhi uski dil ne tamnna ki thi jis manjil ki barsi aankho se barsaate aag bujhi na fir bhi karte hai yaki sawan ka tha mast mahina jab aasiyana jala apna kahi ek roz mil jaye agar humko khuda apna to daman tham kar puche nasiba kya likha apna kahi ek roz mil jaye