SONG: Kahi Na Kahi Dil Lagana Padega - कहीं ना कहीं दिल लगाना पड़ेगा

Kahi Na Kahi Dil Lagana Padega - कहीं ना कहीं दिल लगाना पड़ेगा

LYRICS:
kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega ek se ek hasi chehre hai kis-kis ko mai dekhu kisko inme apna samjhu sang mai apne le lu koi rangili chail-chabili koi rangili rasili chail-chabili aaj meri jindagi me aake rahegi kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega dhund raha hu mai wo dunia pyar jise kahte hai dhund raha hu mai wo dunia pyar jise kahte hai kaun wo kismat wale hai jo log waha rahte hai mujhko mere dil leke wahi chal mujhko mere dil mere dil leke wahi chal aaye jaha hath koi reshmi aachal kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega aisi najuk ho wo jiska shabnam muh dhoti ho chand bhi sadke hota ho, jab rat ko wo soti ho aankh sharabi gal gulabi aankh sharabi sharabi gal gulabi pyar se sawar de jo meri jindagi kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahi na kahi dil lagana padega