SONG: Kahi Mile Do Nigahe - कहीं मिले दो निगाहें

Kahi Mile Do Nigahe - कहीं मिले दो निगाहें

LYRICS:
kya ho haye kya ho kahi mile do nigahe phir kya ho are kya ho oye kya ho tumhe kaise samjhaye phir kya ho puch na janeja baat hai raaz ki haye kya ho jab jawa hasrato ka jaam ho chalka chalka dagmagate ho arma ho nasha halka halka aise me jab koi dekh le pyar se phir kya ho kahi mile do nigahe phir kya ho are kya ho tumhe kaise samjhaye phir kya ho puch na janeja baat hai raaz ki haye kya ho ho sama ashikana dil me bhi bachpana ho aisi najuk ghadi me unse jo samna ho dil daga de hame dhadkane jaye tham phir kya ho kahi mile do nigahe phir kya ho haye kya ho tumhe kaise samjhaye phir kya ho puch na janeja baat hai raaz ki haye kya ho