SONG: Kahi Karar Na Ho Aur Kahi Khushi - कहीं क़रार न हो और कहीं ख़ुशी न मिले

Kahi Karar Na Ho Aur Kahi Khushi - कहीं क़रार न हो और कहीं ख़ुशी न मिले

LYRICS:
kahi karar na ho aur kahi khushi na mile hamare baad kisi ko ye jindagi na mile kahi karar na ho siyah-nasib koi unse badhke kya hoga siyah-nasib koi unse badhke kya hoga jo apna ghar bhi jala de to roshni na mile hamare baad kisi ko ye jindagi na mile kahi karar na ho yahi suluk hai gar aadmi se dunia ka yahi suluk hai gar aadmi se dunia ka to kuch ajab nahi dunia me aadmi na mile hamare bad kisi ko ye jindagi na mile kahi karar na ho ye bebasi bhi kisi bad dua se kam to nahi ye bebasi bhi kisi bad dua se kam to nahi ke khul ke ji na sake aur maut bhi na mile hamare baad kisi ko ye jindagi na mile kahi karar na ho