SONG: Kahi Jiya Jale Kahi Deeya - कहीं जिया जले कही दीया

Kahi Jiya Jale Kahi Deeya - कहीं जिया जले कही दीया

LYRICS:
naino ka kajara ghul gaya jude ka gajara khul gaya naino ka kajara ghul gaya jude ka gajara khul gaya bindiya ki chamak fili padi beran chudi jid pe adi haye bichhoda kyo diya oye rabba tune ye kya kiya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya do dil tanha taras rahe hai pyar mein aag baras rahi sawan ki fuhar mein do dil tanha taras rahe hai pyar mein aag baras rahi sawan ki fuhar mein apna sabkuch kho baithe pyar mein pyar ki jeet jo badali pyar ki haar mein kismat ne dhokha diya jane kya batla liya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya hamko hi kyo khun ke aansu rona tha hamko hi kyo ye bojh ye gam ka dhona tha hamko hi kyo khun ke aansu rona tha hamko hi kyo ye bojh ye gam ka dhona tha dil yu tuta jaise koi khilauna tha aisa sab kyu apne sath hi hona tha duniya ne ruswa kiya jahar judai ka diya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya naino ka kajara ghul gaya jude ka gajara khul gaya bindiya ki chamak fili padi beran chudi jid pe adi haye bichhoda kyo diya oye rabba tune ye kya kiya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya ho rabba kiya jiya jale kahi diya kiya jiya jale kahi diya