SONG: Kahi Ho Na Mohalle Me - कहीं हो ना मोहल्ले में

Kahi Ho Na Mohalle Me - कहीं हो ना मोहल्ले में

LYRICS:
kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana kivdiya na khatkana jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani pihu gai pardesh kamane pihu gai pardesh kamane suni chhod javani royi rat rat roye rat rat chunri ka palla, ghunghatva utha jana roye rat rat chunri ka palla, ghunghatva utha jana kivdiya na khatkana pichli raat padosi ke ghar laal jale jab batti pichli raat padosi ke ghar laal jale jab batti khidki ke parde par dekhu, dekhu meri daiya ha dekhu meri daiya, khidki ke parde par dekhu chhayayein do milti, jiya karta hai jiya karta hai zor se chillaana bachana mujhe bacha na jiya karta hai zor se chillaana bachana mujhe bacha na kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana, kivdiya na khatkana savan sukha fagun fika, holi na diwaali savan sukha fagun fika, holi na diwaali sakhiyo ke ghar kaga bole, kaga bole kaga bole sakhiyo ke ghar kaga bole, yaha pe billi kaali mai to funk funk mai to funk funk, haari re chulha sabr kab tak uthana mai to funk funk, haari re chulha sabr kab tak uthana kivdiya na khatkana aaga tala pichhe tala band sabhi darwaaje aaga tala pichhe tala band sabhi darwaaje chabi mere pas nahi hai payalia jab baje payalia jab baje rama payalia jab baje chabi mere pas nahi hai payalia jab baje jis khidki ka jis khidki ka parda lage khulla usi se tum aa jana jis khidki ka parda lage khulla usi se tum aa jana kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana kivdiya na khatkana