SONG: Kahee Prit Se Bhara Koyee Git Ga Raha - कहीं प्रीत से भरा कोई गीत गा रहा

Kahee Prit Se Bhara Koyee Git Ga Raha - कहीं प्रीत से भरा कोई गीत गा रहा

LYRICS:
kahin preet se bhara koyi geet gaa raha kahin preet se bhara ankhiya mila mila mujhko bula raha jiyara umang me jiyara umang me kahin preet se bhara jahan nain mil gaye, wahan praan khil gaye jahan nain mil gaye mere ang ang me koyi chha raha manva tarang me manva tarang me jahan nain mil gaye ye chandrama ye chandni ye kaliya ye lata ye chandrama ye chandni ye kaliya ye lata lahra ke man ka mere de rahe pata kahin preet se bhara o chandrama, o chandni, o kaliya, o lata o chandrama, o chandni, o kaliya, o lata meri preet ka sandeshwa do use bata jahan nain mil gaye, wahan praan khil gaye jahan nain mil gaye