SONG: Kahe Ulajh Gaye Nayanwa - काहें उलझ गए नैनवा

Kahe Ulajh Gaye Nayanwa - काहें उलझ गए नैनवा

LYRICS:
kaahe ulajh haye nainwa aa kaahe ulajh haye nainwa o more kahe ulajh gaye nainwa o rasiya more kahe ulajh gaye nain o more rasiya more rasiya panchhi pyasa kyo mare baith nadi ke teer avasar beete man jale mite na man ki peed bin tere paau na chanwa bin tere paau na chanwa o more rasiya kahe ulajh gaye rasiya more rasiya bhanwara tarse eas bin deepak bina patang tum kyo chup ho sajna kali tumhare sang kab se pukaare ye manwa kab se pukaare ye manwa more kahe ulajh ggaye nain o rasiya o rasiya chakvi to thal mein base chanda base aakash dhan dhan mere bhag hai main pretam ke paas dil ko rijhaye gori nainwa dil ko rijhaye gori nainwa kahe ulajh kahe ulajh kahe ulajh gaye nain o rasiya more rasiya