SONG: Kahe Patanga Deep Se Sun More Dildar - कहें पतंगा दीप से सुन मोरे दिलदार

Kahe Patanga Deep Se Sun More Dildar - कहें पतंगा दीप से सुन मोरे दिलदार

LYRICS:
kahe patanga deep se sun more dildar rain milan ki ek hai man ki baat hazaar baitho zara kah to lu dil ki baate baitho zara kah to lu dil ki baate kaise katthi hai fursat ki raate kaise katthi hai fursat ki raate pal me jina pal me marna khel nahi hai raat gujarna pal me jina pal me marna khel nahi hai raat gujarna raina gujar jaye to chale jana re suno hotho pe dil ki baat baki hai chale jana baki hai chale jana zara theharo abhi kuch raat baki hai chale jana baki hai chale jana mujhko akeli jo dekhenge sare mujhko akeli jo dekhenge sare muskura ke karenge ishare muskura ke karenge ishare mujh par zalim raat hansegi dil me mere aag lagegi mujh par zalim raat hansegi dil me mere aag lagegi raina gujar jaye to chale jana re suno hotho pe dil ki baat baki hai chale jana baki hai chale jana zara theharo abhi kuch raat baki hai chale jana baki hai chale jana lagi judai ki dil par katari lagi judai ki dil par katari sirf laila thi majnu ko pyari sirf laila thi majnu ko pyari tum to mere pas sajanva phir bhi tumko tarse manva tum to mere pas sajanva phir bhi tumko tarse manva raina gujar jaye to chale jana re suno hotho pe dil ki baat baki hai chale jana baki hai chale jana zara theharo abhi kuch raat baki hai chale jana baki hai chale jana