SONG: Kahe Naino Me Kajra Bharo - काहे नैनों में कजरा भरों

Kahe Naino Me Kajra Bharo - काहे नैनों में कजरा भरों

LYRICS:
kahe naino me kajra bharo kahe naino me kajra bharo itne hasin nahi gori jitna guman karo itne hasin nahi gori jitna guman karo koi jalta hai jalta rahe koi jalta hai jalta rahe kajrare naino ka jadu chalta hai chalta rahe kajrare naino ka jadu chalta hai chalta rahe jadu nit nit chalta nahi jadu nit nit chalta nahi chadhta hua suraj kya sham ko dhalta nahi chadta hua suraj kya sham ko dhalta nahi gaya suraj chand aaya rat ho ya din hai rang husn ka hai chaya rat ho ya din hai rang husn ka hai chaya koi hamko bataye ji husn ki kimat kya jab koi na chahe ji yaha lakho hai diwane ek shama jalte hi sau aate hai parwane ek shama jalte hi sau aate hai parwane chalo jhagda hi beet gaya chalo jhagda hi beet gaya preet ki reet hai ye jo hara wo jeet gaya preet ki reet hai ye jo hara wo jeet gaya