SONG: Kahe Ko Pardesiya Se Ankh Tu Ladaye - काहें को परदेसियाँ से आँख तू लड़ाएं

Kahe Ko Pardesiya Se Ankh Tu Ladaye - काहें को परदेसियाँ से आँख तू लड़ाएं

LYRICS:
kaahe ko pardesiya se aankh tu ladaye udta hua panchhi kabhi hath nahi aaye kaahe ko pardesiya se kaahe ko pardesiya se aankh tu ladaye udta hua panchhi kabhi hath nahi aaye kaahe ko pardesiya se o udta hua panchhi jane apna thikana udta hua panchhi jane udta hua panchhi jane apna thikana jhum uthi main sunke uska tarana sakhi uska tarana jhum jhum ke ji kahin sar na ghum jaye sar na ghum jaye udta hua panchhi kabhi hath nahi aaye kaahe ko pardesiya se o maine to dekha tha jara yu hi machal ke maine to dekha tha jara yu hi machal ke najro ke sath gaya dil bhi uchhal ke sakhi dil bhi uchhal ke kasti nahi jab kamaan teer kyu chalaye teer kyu chalaye udta hua panchhi kabhi hath nahi aaye kaahe ko pardesiya se o dekhte hi aisa laga mil chuke hai khab me dekhte hi aisa laga dekhte hi aisa laga mil chuke hai khab me kuch nahi sujha to sakhi uth pade jawab me ji uth pade jawab me pyar to pahle hansaye phir hansi udaye phir hansi udaye udta hua panchhi kabhi hath nahi aaye kaahe ko pardesiya se kaahe ko pardesiya se aankh tu ladaye udta hua panchhi kabhi hath nahi aaye kaahe ko pardesiya se