SONG: Kahe Jiya Ki Umang, Chhaye Naye Naye Rang - कहें जिया की उमंग, छाये नये नये रंग

Kahe Jiya Ki Umang, Chhaye Naye Naye Rang - कहें जिया की उमंग, छाये नये नये रंग

LYRICS:
kahe jiya ki umang chhaye naye naye rang ki sawan aa gaya sawan aa gaya kahe jiya ki umang chhaye naye naye rang ki sawan aa gaya sawan aa gaya kahe jiya ki umang dekh khushi se main balkhayi, main jhumi lahrayi dekh khushi se main balkhayi, main jhumi lahrayi main hansi muskayi, main hansi muskayi main sahmi ghabrayi meri lat lahrayi jo baadal chha gaya, baadal chha gaya kahe jiya ki umang mere sapno ki chham kahe jaag uthe hum mere sapno ki chham kahe jaag uthe hum naachu gaau har dam naachu gaau har dam dole zindagi ka saaz koi naya naya raaz jiya pa gaya, jiya pa gaya kahe jiya ki umang koi mithi mithi aag uthi jiya me jo aag koi mithi mithi aag uthi jiya me jo aag gaau nain mera, gaau nain mera main to jaau dol dol koi pyara pyara bol juba pe aa gaya, juba pe aa gaya kahe jiya ki umang chhaye naye naye rang ki sawan aa gaya sawan aa gaya kahe jiya ki umang