SONG: Kahe Jiya Dole Ho Kaha Nahi Jaye - काहें जिया डोले हो कहा नहीं जाये

Kahe Jiya Dole Ho Kaha Nahi Jaye - काहें जिया डोले हो कहा नहीं जाये

LYRICS:
kahe jiya dole ho kaha nahi jaye kaha nahi jaye ho kaha nahi jaye kahe jiya dole ho kaha nahi jaye jamuna ke par more pee ki nagariya pee ki nagariya kaise bitau haye bali umariya bali umariya huk uthe man me to raha nahi jaye kaha nahi jaye ho raha nahi jaye huk uthe man me to raha nahi jaye jiwan ko bhaye more bachpan ka sangna bachpan ka sangna pee pee papiha bole jab more angana jab more angana bol mose bairi ka saha nahi jaye saha nahi jaye ho saha nahi jaye bol mose bairi ka saha nahi jaye sagar me dol rahi hariday ki naiya hariday ki naiya dil jhum jhum kahe aaja khivaiya aaja khivaiya unchi unchi lehro me baha nahi jaye baha nahi jaye ho baha nahi jaye unchi unchi lehro me baha nahi jaye