SONG: Kahe Hua Nadan Manwa Kahe - काहे हुआ नादान मनवा काहे

Kahe Hua Nadan Manwa Kahe - काहे हुआ नादान मनवा काहे

LYRICS:
kahe hua nadan manwa kahe hua nadan kahe hua nadan manwa kahe hua nadan yahi kahi par chhipa milega tujhko tera bhagwan manwa kahe hua nadan kahe hua nadan manwa kahe hua nadan jaise kath mein agan chhipi hai jaise kath mein agan chhipi hai pathar me jaise pani waise hi man ke kone me malik chhipa hai prani waise hi man ke kone me malik chhipa hai prani kis uljhan me kis uljhan me fansa hua hai asal bat kah dal re manwa kahe hua nadan kahe hua nadan manwa kahe hua nadan lena dena rahe barabar kya hai thikana kal ka dekh musafir ghar hai paraya tera hai do pal ka kya jane kab aa jaye us ka kya jane kab aa jaye us ka tere liye farman manwa kahe hua nadan manwa re uski najar se bach na sakega raja ho ya fakir likhi hai jisne apne hath se hum sab ki takdir har na himmat pure karega har na himmat pure karega wahi tere arman manwa kahe hua nadan kahe hua nadan manwa kahe hua nadan