SONG: Kahe Beech Bajariya Khinchi Chunariya - काहे बीच बजरियाँ खिंची चुनरियाँ

Kahe Beech Bajariya Khinchi Chunariya - काहे बीच बजरियाँ खिंची चुनरियाँ

LYRICS:
kaahe bich bajariya kaahe bich bajariya, khinchi chunariya gali gali huyi badnam sanwariya main to huyi badnam sanwariya main to huyi badnam kaahe bich bajariya, khinchi chunariya gali gali huyi badnam sanwariya main to huyi badnam sanwariya main to huyi badnam main to pahli pahli baar, ae ji karke singar nikli thi payal baja ke main to pahli pahli baar, ae ji karke singar nikli thi payal baja ke wo thi kaisi ghadi, aankh tujhse ladi wo thi kaisi ghadi, aankh tujhse ladi wahi khade khade ho gayi sham sanwariya main to huyi badnam sanwariya main to huyi badnam kiya kitna hi shor, chala phir bhi na jor deke duhai main na haari aankh meri jhuki, dil ki dhadkan ruki aankh meri jhuki, dil ki dhadkan ruki main to rah gayi karejwa tham sanwariya main to huyi badnam sanwariya main to huyi badnam kaahe bich bajariya khinchi chunariya gali gali huyi badnam sanwariya main to huyi badnam sanwariya main to huyi badnam