SONG: Kahani Badi Suhani Hai Ram Ki Amar Kahani Hai - कहानी बड़ी सुहानी है राम की अमर कहानी है

Kahani Badi Suhani Hai Ram Ki Amar Kahani Hai - कहानी बड़ी सुहानी है राम की अमर कहानी है

LYRICS:
kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai sone ke palna me lalna jhulaye mayya sunaye re loriya naino ke tare ram lakhan ne pakdi hai resham ki doriya dev lok se phul baraste gunji mangal vani hai gunji mangal vani hai raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai in nanhe munne hatho me nanhe nanhe teer kaman sikh rahe veero ki vidya sikha rahe guru chatur sujan in teero se aaj nahi to kal prithvi sukh pani hai janakpuri me ho gaya lakshmi ka awtar hui jawan janki gunj uthi jaikar siya ki gunj uthi jaikar ye janak ki lali leke mala chali sathi pane raghu ke charno me pooja sajane shiv ka dhanush todne wale ko mala pahnani hai maryada purushotam parbhu ki siya bani maharani hai siya bani maharani hai raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai honhar ki lila chale na honhar ki lila kaha tilak ho saka ram ka mata ne war mange nagri me cha gayi udasi bhagya bhumi ke jage chale ram banwas chale ram banwas reet raghukul raksha ki thani hai raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai jab sota sansar jagta jati kuti ke dwar jagta jati kuti ke dwar asli tapasya me lakshaman ne barah baras bitaye brahmcharay wart ka palan karke man ke deep jalaye amar sadhna aisi jiska kahi na milta par jiska kahi na milta par bhawna bhari kahani hai sadhna bhari kahani hai raghupati raghaw ramchandar ki amar kahani hai kahani badi suhani hai ram ki amar kahani hai maya ka mrig panchwati me jabhi uchalta aaya kaha siya ne piya hiran ye sone ka man bhaya gaye kuti ko chhod ram ji gaye kuti ko chhod gaye kuti ko chhod siya ne tab ye suni duhai he lakshman he siya lakshman ko sita ne bheja man hi man uklai besh badal kar rawan ne apni kholi failai biksham dehi biksham dehi biksham dehi dware alakh jagau bandhi hui biksha lene ko kaise bhitar aau mai dware alakh jagau parithwo ke palak ki patni chura chala abhimani hai phul pattiya ped puchte kaha ram ki rani hai kaha ram ki rani hai kaha ram ki rani hai gagan gali me lali janak ki rat thi hairan rat thi hairan ram he ram ram he ram kaha ho mere swami ram kaha ho antaryami ram ram he ram