SONG: Kahan Ud Chale Hai Man Pran Mere - कहाँ उड़ चले हैं मन प्राण मेरे

Kahan Ud Chale Hai Man Pran Mere - कहाँ उड़ चले हैं मन प्राण मेरे

LYRICS:
kaha ud chale hai man pran mere kaha ud chale hai man pran mere kise khojte hai madhur gan tere ho kaha ud chale hai man pran mere kaha ud chale hai bahare nichawar hui phul ban par tamnna ki kaliya khili phul ban kar bahare nichawar hui phul ban par tamnna ki kaliya khili phul ban kar khile phul paankho me arman mere ho kaha ud chale hai man pran mere kaha ud chale hai madhur gandh kiska sandesha hai layi hridya ki hui hai hriday se sagai madhur gandh kiska sandesha hai layi hridya ki hui hai hriday se sagai chale aa rahe hai mehman mere ho kaha ud chale hai man pran mere kaha ud chale hai hawao se kah do jara dhire dole kaho bulbulo se jara dhire bole hawao se kah do jara dhire dole kaho bulbulo se jara dhire bole wo muskan meri wo wardan mere ho kaha ud chale hai man pran mere kaha ud chale hai man pran mere kise khojte hai madhur gan mere ho kaha ud chale hai man pran mere kaha ud chale hai