SONG: Kahan Tak Nashe Ka Hai Jaadu - कहाँ तक नशे का है जादू

Kahan Tak Nashe Ka Hai Jaadu - कहाँ तक नशे का है जादू

LYRICS:
tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do jaane kiski baat karu main jaane kiska naam lu thodi der ruko main dhak dhak karte dil ko thaam lu dhak dhak dhak dhak dhak dhak mera dil hai deewana deewano ka deewana deewane ko samjhane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do aa aa ha ha o ho ho main bebas hu tere bas mein mujhko ye ikraar hain oar ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hain ek hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aisa mauqa to aane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tumne socha hoga main aurat hu main kamzor hu main ghar mein kuch aur hu ghar se bahar main kuch aur hu main haseena tum daaku main sheesha tum patthar sheesha patthar takrane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do