SONG: Kahan Kho Gayee Hai Bahar Aate Aate - कहाँ खो गई हैं बहार आते आते

Kahan Kho Gayee Hai Bahar Aate Aate - कहाँ खो गई हैं बहार आते आते

LYRICS:
kahan kho gayi hai bahar aate aate bahar aate aate mila gam ye kaisa karar aate aate kahan kho gayi hai bahar aate aate bahar aate aate mila gam ye kaisa karar aate aate kahan kho gayi hai hai dil duba duba najar khoyi khoyi najar khoyi khoyi hai dil duba duba najar khoyi khoyi najar khoyi khoyi najar khoyi khoyi ye kya rang laya hai pyar aate aate kahan kho gayi hai wo jinpe bharosa kiya humne wo bhi kiya humne wo bhi wo jinpe bharosa kiya humne wo bhi kiya humne wo bhi badalne lage aitabaar aate aate kahan kho gayi hai tadapne de mujhko meri bekarari meri bekarari meri bekarari ke aata dil ko karar aate aate kahan kho gayi hai bahar aate aate bahar aate aate mila gam ye kaisa karar aate aate kahan kho gayi hai