SONG: Kahan Gaye Wo Vachan Tumhaare - कहाँ गए वो वचन तुम्हारे

Kahan Gaye Wo Vachan Tumhaare - कहाँ गए वो वचन तुम्हारे

LYRICS:
kahan gaye wo vachan tumhare kahan ram sote ho chaudah varsh vaytit huye kyu nahi prakat hote ho satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aao ram aao, aao ram aao pran jaye par vachan na jaye pran jaye par vachan na jaye ye hai dhram tumhara satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aao ram aao tum ho bade mujhe kya lajja baat sabhi tum par aayegi vachan tumhari jhuth pade to vachan tumhari jhuth pade to raghukul reet badal jayegi ram ram tut jayegi dhwaja dhram ki jo tum na aaye swayam satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aao ram aao ho gaye din vanvas ke pure phir bhi humare sapan adhure phir bhi na jo darshan paunga phir bhi na jo darshan paunga is jwala me jal jaunga ram ram ram ram kar pran ude to hoga safal ye jivan satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aao ram aao, aao ram aao aao ram aao