SONG: Kahaan Meri Manzil Kahan Meri Rahen - कहाँ मेरी मंजिल कहाँ मेरी राहें

Kahaan Meri Manzil Kahan Meri Rahen - कहाँ मेरी मंजिल कहाँ मेरी राहें

LYRICS:
kahan meri manzil kahan meri raahe kahan apne dil ko liye ja raha hu kahan meri manzil kahan meri raahe kahan apne dil ko liye ja raha hu baharo ne mujhse kiya hai kinara baharo ne mujhse kiya hai kinara fizao ko sahje kiye ja raha hu kahan meri manzil giri aisi bijli jala aashiyana magar ye chaman me kisi ne na jana luti meri jind miti aarzuye luti meri jind miti aarzuye magar phir bhi ab tak peeye ja raha hu kahan meri manzil shikayat na unse na koi gila hai shikayat na unse na koi gila hai jahan me mohabbat ka ye hi sila hai chhupaye huye dard dil me hazaaro chhupaye huye dard dil me hazaaro hujume tamanna liye ja raha hu kahan meri manzil bhula do mujhe aur meri kahani bhula do mujhe aur meri kahani mubarak ho tumko nayi zindgani salamat raho tum ho sehra mubarak duaye main dil se diye ja raha hu