SONG: Kahaan Ho Tum, Zaraa Aavaaz Do, Ham Yaad Karate Hain - कहाँ हो तुम, ज़रा आवाज़ दो, हम याद करते हैं

Kahaan Ho Tum, Zaraa Aavaaz Do, Ham Yaad Karate Hain - कहाँ हो तुम, ज़रा आवाज़ दो, हम याद करते हैं

LYRICS:
kaha ho tum, zara aawaz do, ham yaad karte hai kabhi bharte hai aahe aur kabhi fariyad karte hai kaha ho tum, zara aawaz do juda bulbul hai apne phul se aur ro ke kahti hai juda bulbul hai apne phul se aur ro ke kahti hai saari duniya diya vo zulm ho sayyaad karte hai kaha ho tum, zara aawaz do jaha hai aur ab jis haal me hai, ham tumhare hai jaha hai aur ab jis haal me hai, ham tumhare hai tumhi aabad ho dil me, tumhi ko yaad karte hai kaha ho tum, zara aawaz do, ham yaad karte hai hamari bebasi ye hai ki ham kuchh kah nahi sakte hamari bebasi ye hai ki ham kuchh kah nahi sakte vafa badnaam hoti hai agar fariyad karte hai kaha ho tum, zara aawaz do tere kadmo me rahne ki tamanna dil me rakhte hai tere kadmo me rahne ki tamanna dil me rakhte hai juda duniya ne hamko kar diya fariyad karte hai kaha ho tum, zara aawaz do, ham yaad karte hai kaha ho tum