SONG: Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna - कहाँ वो बचपन का प्यारा सपना

Kaha Woh Bachpan Kaa Pyara Sapna - कहाँ वो बचपन का प्यारा सपना

LYRICS:
kaha wo bachpan kaa pyara sapna kaha wo bachpan kaa pyara sapna swarg bhari wo prem ki raina swarg bhari wo prem ki raina kaha wo bachpan kaa pyara sapna bagiyan me miljul ke jana phulo kaa wo mahal banana bagiyan me miljul ke jana phulo kaa wo mahal banana dulha dulhan ban byah rachana dulha dulhan ban byah rachana aanchal dhal ko jan me phirna pyara sapna kaha wo bachpan kaa pyara sapna hay achanak huwa savera jag maya ne man ko ghera hay achanak huwa savera jag maya ne man ko ghera ujad gaya wo rain basera ujad gaya wo rain basera tut gaya hanso kaa daila tut gaya hanso kaa daila kaha wo bachpan kaa pyara sapna swarg bhari wo prem ki raina swarg bhari wo prem ki raina kaha wo bachpan kaa pyara sapna ab wo din hai naa prem ki rate yaad magar hai pyar ki bate ab wo din hai naa prem ki rate yaad magar hai pyar ki bate man lene ki bholi ghate man lene ki bholi ghate laj bhare tore do naina laj bhare tore do naina pyara sapna