SONG: Kaha Tak Jafa Husn Walo Ki Sehte - कहाँ तक जफ़ा हुस्न वालों की सहते

Kaha Tak Jafa Husn Walo Ki Sehte - कहाँ तक जफ़ा हुस्न वालों की सहते

LYRICS:
kaha tak jafa husn walo ki sahte kaha tak jafa husn walo ki sahte jawani jo rahti to phir hum na rahte jawani jo rahti to phir hum na rahte nasheman na jalta nishani to rahti nasheman na jalta nishani to rahti humara tha kya thik rahte na rahte humara tha kya thik rahte na rahte koi naksh aur koi diwar samjha koi naksh aur koi diwar samjha zamana hua humko is tarah se rahte zamana hua humko is tarah se rahte zamana bade saukh se sun raha tha humi so gaye dasta kahte kahte humi so gaye dasta kahte kahte humi so gaye