SONG: Kaha Tak Ham Uthaaye Gham - कहाँ तक हम उठाये गम

Kaha Tak Ham Uthaaye Gham - कहाँ तक हम उठाये गम

LYRICS:
kahaan tak ham uthaayen gam jiyen ab ya ke mar jaaye kahaan tak ham uthaayen gam jiyen ab ya ke mar jaaye are zaalim muqaddar ye bata de ham kidhar jaaye are zaalim muqaddar ye bata de ham kidhar jaaye ham unka naam lekar kaat denge zindagi apni ham unka naam lekar kaat denge zindagi apni na vo aaye magar milne ka kar vaada to kar jaaye na vo aaye magar milne ka kar vaada to kar jaaye papeehe se kaha gaaye na vo nagme bahaaron ke papeehe se kaha gaaye na vo nagme bahaaron ke kaho gulshan ujad jaaye kaho kaliyaan bikhar jaayen kaho gulshan ujad jaaye kaho kaliyaan bikhar jaayen are zaalim muqaddar ye bata de ham kidhar jaaye kahaan tak ham uthaayen gam jiyen ab ya ke mar jaaye