SONG: Kaha Se Milte Moti, Aansoo Hai Meri Taqdeer Me - कहाँ से मिलते मोती आँसू हैं मेरी तक़दीर में

Kaha Se Milte Moti, Aansoo Hai Meri Taqdeer Me - कहाँ से मिलते मोती आँसू हैं मेरी तक़दीर में

LYRICS:
kaha se milte moti aansu hai meri takdir me kaha se milte moti jiski mang rah gayi suni zahar hai uska jina jiski mang rah gayi suni zahar hai uska jina bin sajan ki more jaise bina tar ki dina bin sajan ki more jaise bina tar ki dina laga di jo aag sine me mere pav bandh gayi zanzir me kaha se milte moti aansu hai meri takdir me kaha se milte moti kiske liye singar karegi ye barbad jawani kiske liye singar karegi ye barbad jawani dhire dhire ghunt kar marna yahi hai meri kahani dhire dhire ghunt kar marna yahi hai meri kahani jhinak chale mere sapne naino ke bahte nir aansu hai meri takdir me kaha se milte moti