SONG: Kaha Karti Hai Duniya Mera Nanha Chand Jaisa Hai - कहा करती है दुनिया मेरा नन्हा चाँद जैसा है

Kaha Karti Hai Duniya Mera Nanha Chand Jaisa Hai - कहा करती है दुनिया मेरा नन्हा चाँद जैसा है

LYRICS:
kaha karti hai duniya mera nanha chand jaisa hai magar mai kis tarah dekhu ke mera chand kaisa hai kaha karti hai duniya mere malik mai ro roke gila karti hu ye tujhse meri godi me deke laal aankhe chhin li mujhse aankhe chhin li mujhse kaha karti hai duniya mera nanha chand jaisa hai magar mai kis tarah dekhu ke mera chand kaisa hai kaha karti hai duniya tujhe nure najar kahti hu or benur hai aankhe balaye lu mai chehre ki magar majbur hai aankhe haye majbur hai aankhe kaha karti hai duniya mera nanha chand jaisa hai magar mai kis tarah dekhu ke mera chand kaisa hai kaha karti hai duniya sukhi rakhna ise bhagwan ke ye aankho ka tara hai meri andhi mohabbat ka bas ek yahi sahara hai bas ek yahi sahara hai kaha karti hai duniya mera nanha chand jaisa hai magar mai kis tarha dekhu ke mera chand kaisa hai kaha karti hai duniya