SONG: Kaha Jate Ho Toota Dil Hamara Dekhte Jao - कहाँ जाते हो टूटा दिल हमारा देखते जाओ

Kaha Jate Ho Toota Dil Hamara Dekhte Jao - कहाँ जाते हो टूटा दिल हमारा देखते जाओ

LYRICS:
kaha jate ho toota dil hamara dekhte jao kaha jate ho toota dil hamara dekhte jao kiye jate ho hamko besahara dekhte jao kaha jate ho karu to kya karu ab mai tumhari is nishani ko karu to kya karu ab mai tumhari is nishani ko adhuri rah gayi apni tamnna dekhte jao kaha jate ho kali khilne bhi na payi bahare ruth kar chal di kali khilne bhi na payi bahare ruth kar chal di diya kimat ne kaisa humko dokha dekhte jao kaha jate ho tamnna thi ke dam nikle hamara teri baho me tamnna thi ke dam nikle hamara teri baho me hamari khak me milti tamnna dekhte jao kiye jate ho gham ko besahara dekhte jao kaha jate ho