SONG: Kaha Jaata Nahi Tumse - कहा जाता नही तुमसे

Kaha Jaata Nahi Tumse - कहा जाता नही तुमसे

LYRICS:
kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai hami se puchh lo hamari iltja kya hai kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai kaha jata nahi khudai hai to duniya mein khuda ka naam baki hai khudai hai to duniya mein khuda ka naam baki hai agar duniya hi mit jaye khuda mein fir daga kya hai kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai kaha jata nahi jale armaan unki raakh bhi udkar kaha pahuncha jale armaan unki raakh bhi udkar kaha pahuncha dile nadan ab viraniyo mein dhundhta kya hai kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai kaha jata nahi