SONG: Kaha Ja Raha Hain, Tu Aye Jane Wale - कहाँ जा रहा है तू ऐ जाने वाले

Kaha Ja Raha Hain, Tu Aye Jane Wale - कहाँ जा रहा है तू ऐ जाने वाले

LYRICS:
kaha ja raha hai tu ai jane vale kaha ja raha hai tu ai jane vale andhera hai man ka diya to jala le kaha ja raha hai tu ai jane vale kaha ja raha hai ye jivan safar ek andha safar hai ye jivan safar ek andha safar hai bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai bahakna hai mumkin bhatakne ka dar hai sambhalta nahi dil kisi ke sambhale kaha ja raha hai tu ai jane vale kaha ja raha hai jo thokar na khaye nahi jeet uski jo thokar na khaye nahi jeet uski jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uski nisha manzilo ke ye pairo ke chhale kaha ja raha hai tu ai jane vale kaha ja raha hai kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai kabhi ye bhi socha ki manzil kaha hai bade se jaha me tera ghar kaha hai tera ghar kaha hai, tera ghar kaha hai jo bandhe the bandhan vo kyo tod dale kaha ja raha hai tu ai jane vale kaha ja raha hai, kaha ja raha hai kaha ja raha hai, kaha ja raha hai