SONG: Kaha Ho Tum Meri Tanhaiya Awaz Deti Hai, Meri Umar Se Lambi Ho Gayi - कहाँ हो तुम मेरी तनहाईया आवाज़ देती हैं

Kaha Ho Tum Meri Tanhaiya Awaz Deti Hai, Meri Umar Se Lambi Ho Gayi - कहाँ हो तुम मेरी तनहाईया आवाज़ देती हैं

LYRICS:
kaha ho tum meri tanhaiya awaj deti hai sulagti raat ki parchaiya aawaj deti hai meri umar se lambi ho gayi bairan raat judai ki ho o bairan raat judai ki dhul ki chadar odh ke sar par so gaye chand sitare birah ki agni aisi badhki jal gaye bhag hamare nagan ban kar dasti hai ye gadiya tanhai ki o ye gadiya tanhai ki meri umar se lambi ho gayi bairan raat judai ki ujiyare me bhatak rahe hai naina khoye khoye bhor bhaye tak o bedardi kya jane kya hoye rakh paye to rakh de aakar laaj meri rushwayi ki o laaj meri rushwayi ki meri umar se lambi ho gayi bairan raat judai ki o bairan raat judai ki