SONG: Kaha Ho Dilwale Aa Gayi Husn Ki Toliya - कहाँ हो दिलवाले आ गयी हुस्न की टोलियाँ

Kaha Ho Dilwale Aa Gayi Husn Ki Toliya - कहाँ हो दिलवाले आ गयी हुस्न की टोलियाँ

LYRICS:
kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho, kaha ho kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya ye naina kajal vale ke jaise ras ke pyale ye jab palko ko khole aashiko ke dil dole ye phulo jaisi bahe bhula deti hai raahe ye phulo jaisi bahe bhula deti hai raahe ke unche sar jhuk jate chalte raahe jhuk jate kaha ho, kaha ho kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya vo jaadu chha jata hai khuda yaad aa jata hai mang kuch aisi nikali ye jaise chamke bijali julf jab lahrati hai najar mud hi jati hai julf jab lahrati hai najar mud hi jati hai ke jab baho me jaye phul sajde ko aaye kaha ho, kaha ho kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya sitam lakho duniya me hai gum lakho duniya me ye mana dil jalta hai nahi koi bas chalta hai magar koi humdam bhi hai pyar ki shabnam bhi hai magar koi humdam bhi hai pyar ki shabnam bhi hai samne aakar dekho dil ko bahla kar dekho kaha ho, kaha ho kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kitni pyari hastiya hai haye kitne ye chehre hasin kitni pyari hastiya hai haye kitne ye chehre hasin chand to kya phul bhi insan bana sakta nahi insan bana sakta nahi inasn bana sakta nahi ya khuda insan hai kya ye to tera hi kaam hai ya khuda insan hai kya ye to tera hi kaam hai ye vohi duniya hai kya jannat ke jiska naam hai jiske bande aise hai vo banda parvar kon hai jiski tasvire hai aisi vo musafir kon hai kaha ho, kaha ho kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya kaha ho dilwale aa gayi husn ki toliya adaye pyari pyari mithi mithi boliya