SONG: Kaha Hai Wo Jinhe Naz Hai In Kinaro Par - कहाँ है वो जिन्हें नाज है इन किनारों पर

Kaha Hai Wo Jinhe Naz Hai In Kinaro Par - कहाँ है वो जिन्हें नाज है इन किनारों पर

LYRICS:
kahan hai vo jinhe hai naj in kinaro par mujhe ganga ki god mein bhi ye baajar mila mujhe marna mujhe marna hai yar ki gali mein mujhe marna hai yar ki gali mein aaj katil se kah de koi mujhe marna hai yar ki gali mein mujhe marna hai yar ki gali mein aaj katil se kah de koi mujhe marna hai yar ki gali mein bewafai ka kyun tujhko iljam du main twayaf hu mera ye anjaal tha bewafai ka kyun tujhko iljam du main twayaf hu mera ye anjaal tha ye badan to bana hai numaish ko hi jindagi mein teri iska kya kaam tha kisi ghar mein kisi ghar mein na lagati bhali main kisi ghar mein na lagati bhali main are ha phir se kah de koi mujhe marna hai yar ki gali mein lal chunari kisi ne udaai nahi mujhko ghunghru mile chudiyo ki jage lal chunari kisi ne udaai nahi mujhko ghunghru mile chudiyo ki jage main thirkati hun sikko ki jhankaar par mere jine ki duniyan mein kya hai vajah haye ye jwani o ye jwani lutane chali main ye jwani lutane chali main aur bujdil se kah de koi mujhe marna hai yar ki gali mein main shma hun nahi hun chirage karam teri mahfil mein aane se jal jaaungi main shma hun nahi hun chirage karam teri mahfil mein aane se jal jaaungi janti hun shma ko bujha dega tu jab jwani ke pahulu mein thal jaungi pyasi aai o pyasi aai thi pyasi chali main pyasi aai thi pyasi chali main are sangdil se kah de koi mujhe marna hai yar ki gali mein mujhe marna hai yar ki gali mein aaj katil se kah de koi mujhe marna hai yar ki gali mein mujhe marna hai yar ki gali mein