SONG: Kaha Hai Unhone Yeh Raaz - E - Mohabbat - कहा है उन्होंने ये राज़ ए मोहब्बत

Kaha Hai Unhone Yeh Raaz - E - Mohabbat - कहा है उन्होंने ये राज़ ए मोहब्बत

LYRICS:
kaha hai unhone ye raaz e mohabbat kasam hai tumhe tum kisi se na kahna kisi se na kahna meri bebasi ye mere dil ki halat kasam hai tumhe tum kisi se na kahna kisi se na kahna kaha hai unhone ye raaz e mohabbat kasam hai tumhe tum kisi se na kahna kisi se na kahna ai mere haakim tere raaz hardam chupae rahugi magar meri nazro pe hai tera jaadu magar meri nazro pe hai tera jaadu ki mushkil hai ab inka khamosh rahna kisi se na kahna ye raaz e mohabbat kisi se na kahna kisi se na kahna kaha hai unhone ye raaz e mohabbat kasam hai tumhe tum kisi se na kahna kisi se na kahna badi besabar hai mere dil ke naina jo chalti baharo ki se pahle mili unse najre hua dil nishana mili unse najre hua dil nishana na kam aaya mere vo chhup chhup ke rehna kisi se na kahna ye raaz e mohabbat haye kisi se na kahna kisi se na kahna kaha hai unhone ye raaz e mohabbat kasam hai tumhe tum kisi se na kahna kisi se na kahna