SONG: Kaha Chali O Brij Ki Bala - कहाँ चली ओ बृज की बाला

Kaha Chali O Brij Ki Bala - कहाँ चली ओ बृज की बाला

LYRICS:
kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya sir par liye gagariya kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya sir par liye gagariya chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya chhodo mori dagariya chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya chhodo mori dagariya varindavan ki kunj galin me aao raas rachaye jamuna tath par chalkar sajni geet milan ke gaye main hu gwala murliwala tum ho meri gujariya main hu gwala murliwala tum ho meri gujariya tum ho meri gujariya kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya sir par liye gagariya paniya baran ko jati hu main dekhe sakhiya sagri dekhe sakhiya sagri chhed chhad me tut na jaye maati ki hai gagri maati ki hai gagri chhail chhabile shyam hatile chhal na karo sanwariya chhaial chhabile shyam hatile chhal na karo sanwariya chhal na karo sanwariya chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya chhodo mori dagariya o radha rani roop saja ke preet jata ke bandhi prem ki dhori o bansi wale bansi baja ke chhab dikhlake tumne ki chit chori hum dono ki prem kahani jane sari nagariya hum dono ki prem kahani jane sari nagariya jane sari nagariya kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya sir par liye gagariya chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya chhodo mori dagariya