SONG: Kaha Chale Ho Ji Pyar Me Diwana Kar Ke - कहाँ चले हो जी प्यार मे दीवाना कर के

Kaha Chale Ho Ji Pyar Me Diwana Kar Ke - कहाँ चले हो जी प्यार मे दीवाना कर के

LYRICS:
kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji mujhe chhod ke jate ho ji bade ho bewafa mujhe chhod ke jate ho ji bade ho bewafa gale dal bahe roungi ho jaungi khafa gale dal bahe roungi ho jaungi khafa ho jaungi khafa na satao mujhe na satao mujhe ishq me diwana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji meri baat meri jhuki jhuki ankho ne kahi meri baat meri jhuki jhuki ankho ne kahi tumhe pyar kar ke haye mai kahi ki na rahi tumhe pyar kar ke haye mai kahi ki na rahi kahi ki na rahi tumhe kya mila ji tumhe kya mila ji shamma ko parwana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji mere hotho ki muskan piya tere liye hai mere hotho ki muskan piya tere liye hai mera dil meri jaan piya tere liye hai mera dil meri jaan piya tere liye hai piya tere liye hai chin liya mujhe chin liya mujhe duniya se begana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji