SONG: Kaha Chale Chhaliya Mera Lut Ke Jiya - कहाँ चले छलिया मेरा लुट के जिया

Kaha Chale Chhaliya Mera Lut Ke Jiya - कहाँ चले छलिया मेरा लुट के जिया

LYRICS:
kaha chale chaliya mera lut ke jiya kaha chale chaliya mera lut ke jiya mera lut ke jiya ghar mere aake mujhko bulake chaliya chaliya chaliya chum chanan chanana mantar jal se chum chanan chanana mantar jal se naag dulaye jhum fani agar na karu mai chandarbani adhro ki been suna jiwan ki tu sudh bisra kaha chale chaliya mera lut ke jiya kaha chale chaliya mera lut ke jiya mera lut ke jiya ghar mere ake mujhko bulake chaliya chaliya chaliya in nayanan me teer chipa hai in nayanan me teer chipa hai sang sang bhige tora jiya thar thar kape tham piya aaja re sharan meri mujh bin raksha kon teri kar paye hariday ke bandhan ka kaha chale chaliya mera lut ke jiya kaha chale chaliya mera lut ke jiya mera lut ke jiya ghar mere aake mujhko bulake chaliya chaliya chaliya