SONG: Kaha Chala Re, Kaha Chala Re Kaha Tera Kaun - कहाँ चला रे, कहाँ चला रे कहाँ तेरा कौन

Kaha Chala Re, Kaha Chala Re Kaha Tera Kaun - कहाँ चला रे, कहाँ चला रे कहाँ तेरा कौन

LYRICS:
kaha chala re, kaha chala re kaha tera kaun teri rah take re hamko itna bata ja kaha chala re, kaha chala re kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja kaha chala re, kaha chala re kaun dur nagr ek chor se khiche tohe jadu ke jor se bandh liya kisne tera jiya bade bade naino ki dor se bandh liya kisne tera jiya bade bade naino ki dor se kaha chala re, kaha chala re kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja kaha chala re, kaha chala re jhum jhum jhoka bahar ka tar chue man ke sitar ka mai wo kali jisko abhi abhi ched gya mausam bahar ka mai wo kali jisko abhi abhi ched gya mausam bahar ka kaha chala re, kaha chala re kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja kaha chala re, kaha chala re aaj tujhe apna banungi preet reet tujhko sikhaungi ek bar najare mila to le, dil mai tera lekar hi jaungi ek bar najare mila to le, dil mai tera lekar hi jaungi kaha chala re, kaha chala re kaha tera kaun teri rah take re humko itna bata ja kaha chala re, kaha chala re