SONG: Kah Do Koi Na Kare Yaha Pyaar - कह दो कोई ना करे यहाँ प्यार

Kah Do Koi Na Kare Yaha Pyaar - कह दो कोई ना करे यहाँ प्यार

LYRICS:
bikhar gaye bachpan ke sapne, armaao ki shaam dhale kahi saje baarat kisi ki, kahi kisi ka pyaar jale kah do koi na kare yaha pyaar kah do koi na kare yaha pyaar isme kushiya hai kam, beshumaar hai gam ek hansi aur aansu hazaar kah do koi na kare yaha pyaar prit patanga diye se kare prit patanga diye se kare uski hi lau me vo jal-jal mare mushkil raahe yaha, ashk aur aahe yaha isme chain nahi na karaar kah do koi na kare yaha pyaar hamne to samajha tha phul khile hamne to samajha tha phul khile chun-chun ke dekha to kaante mile ye anokha jahaan, hardam dhokha yaha is viraane me kaisi bahaar kah do koi na kare yaha pyaar isme kushiya hai kam, beshumaar hai gam ek hansi aur aansu hazaar kah do koi na kare yaha pyaar