SONG: Kagaz Ki Thi Wo Naav, Hum Jisme Ja Rahe The - कागज़ की थी वो नाव, हम जिसमें जा रहे थे

Kagaz Ki Thi Wo Naav, Hum Jisme Ja Rahe The - कागज़ की थी वो नाव, हम जिसमें जा रहे थे

LYRICS:
kagaj ki thi wo naav kagaj ki thi wo naav, hum jisme ja rahe the wo ret ke jahan par hum ghar bana rahe the wo ret ke jahan par hum ghar bana rahe the jhuthi tasalliyo me, haye jhuthi tasalliyo me hum din gujaarte the jhuthi tasalliyo me hum din gujaarte the gaana tha wo kisi ko hum gunguna rahe the gaana tha wo kisi ko hum gunguna rahe the kagaj ki thi wo naav, hum jisme ja rahe the ulfat ka raag usne chheda to main ye samjhi ulfat ka raag usne chheda to main ye samjhi bigdi bana rahe hai kal wo bana nahi the bigdi bana rahe hai kal wo bana nahi the kagaj ki thi wo naav, hum jisme ja rahe the